首頁
通知
個人檔案
熱門文章
新聞
書籤與點讚
創作者中心
設定
查看原文
Crypto Expert 74
--
關注
讚美歸於神
$SOL
免責聲明:包含來自第三方的見解。非財務建議。可能包含贊助內容。
請參閱條款。
23
0
回覆
0
探索最新的加密貨幣新聞
⚡️ 參與加密貨幣領域的最新討論
💬 與您喜愛的創作者互動
👍 享受您感興趣的內容
電子郵件 / 電話號碼
註冊
登入
相關創作者
Crypto Expert 74
@Free-Signal-01
關注
創作者的更多內容
Bitcoin 4-Hour Analysis for Newcomers (02 September 2024, 01:12 PM Pakistan Time) Bitcoin abhi 4-hour time frame par trading kar raha hai aur current price 57,526 par hai. Chart par market ne recent downtrend show kiya hai aur abhi consolidation zone mein hai. Price ne kuch dino pehle 65,000 ki resistance ko touch kiya tha lekin wahan se strong rejection aya aur ab market 58,000 ke niche trade ho rahi hai. 1. Support and Resistance: Immediate support level 56,500 par nazar aa raha hai jo crucial hai, agar yeh level break hota hai to market aur neeche ja sakti hai. Dusri taraf, resistance 58,500 par hai, jo abhi market ke liye ek major hurdle hai. 2. RSI (Relative Strength Index): RSI indicator 35.79 par hai, jo oversold zone ke kareeb hai aur yeh batata hai ke market mein selling pressure zyada hai. Yeh bearish signal hai lekin is se reversal ki bhi possibility hoti hai jab RSI extreme oversold zone mein ho. 3. MACD (Moving Average Convergence Divergence): MACD lines neeche cross hui hain aur abhi bhi negative territory mein hai, jo bearish momentum ko show karta hai. Histogram bhi red bars dikha raha hai, jo yeh batata hai ke selling pressure abhi bhi zyada hai aur buyers mein strength nahi aa rahi. 4. Volume: Volume ko dekhen to selling candles ke saath high volume tha lekin ab low volume hai, jo market mein participation ki kami ko dikhata hai. Yeh bhi ek indication hai ke market abhi koi strong move nahi kar rahi. 5. Latest Fundamental News: Market mein abhi sentiments negative hain due to recent SEC actions aur global economic uncertainty. U.S. ki recent job data report bhi expected se kam rahi, jo market ke liye bearish sign hai aur is wajah se selling pressure increase hua hai. - inference: Market abhi consolidation phase mein hai, RSI aur MACD dono weak signals de rahe hain. Support ke break hone ki surat mein price aur neeche ja sakti hai. Fundamental news bhi negative hai, jo overall market sentiment ko bearish bana rahi hai. Trading karne se pehle, support aur resistance levels ko dhyan se dekhen aur confirm signals ka wait karein.
--
#bitcoin☀️ $BTC $SOL #bitcoin☀️ Bitcoin 4 hour Analysis for new comers (02 September 2024, 05:42 AM pak time) 1. Support and Resistance: - Immediate Support: Around 56,500 - Immediate Resistance: Around 58,500 2. RSI (Relative Strength Index): - RSI abhi 40 ke aas paas hai, jo bearish zone mein hai. Yeh show kar raha hai ke market mein abhi strength nahi hai aur buyers kamzor hain. 3. MACD (Moving Average Convergence Divergence): - MACD ne abhi cross kiya hai neeche se lekin momentum weak hai, jo signal de raha hai ke market mein bullish reversal ki abhi tak confirmation nahi hai. 4. Volume: - Volume kaafi low hai, iska matlab hai market mein zyada participation nahi hai, jo kisi bhi direction mein strong movement ki kami ko show karta hai. 5. Latest Fundamental News: - Market mein overall sentiments thode negative hain due to recent SEC actions aur economic uncertainty. U.S. job data report bhi weak rahi jo market ke liye bearish signal hai. Inference: Market abhi consolidation phase mein hai, aur RSI aur MACD dono weak signals de rahe hain. Agar support break hota hai to downside aur bhi ho sakti hai. Fundamental news bhi positive nahi hain jo overall bearish scenario ko support karti hain.
--
#BTC☀ spot and future signal 💯✅ in Sha allah #BTC☀ next 61,400 easily 💯 quick bay #BTC☀
--
Bitcoin all history
--
#MarketSentimentToday up
--
實時新聞
泰国启动普吉岛加密货币支付项目,允许游客使用数字资产购物
--
Miles Deutscher 建议积极参与加密行业以获取价值
--
以太坊基金会地址出售100枚ETH换得33.6万枚DAI
--
欧盟调查X平台是否违反数字服务法,或面临6%年收入罚款
--
币安 Alpha 新增LMT、PAAL和SNAI
--
查看更多
熱門文章
趙長鵬發言引發“黑天鵝”,比特幣坐上過山車
大牛队长
爲什麼狗狗幣(DOGE)和柴犬(SHIB)暴跌?你絕對想知道的內幕!
优家纯牛奶-HTAA690
今年刚进币圈,这轮牛市骗局,血亏了一 万 四 千 多 U,现货奥迪60的价,还套在那里只剩几百U了,fil菲儿币上半年7
阿发阿发了
【$eth】2025.1.8 ①姨太下跌的目标位置在哪里?至少在【3240-3270】,再来就是【3120-3150】
鬼族研习社
比特幣如期暴跌,成功逃頂!大跌原因是什麼?還會跌到哪裏?還會暴漲嗎?
土豆谈币
查看更多
網站地圖
Cookie 偏好設定
平台條款