2024 mein dunya Bitcoin ke piche kyun hai?

Aaj ke modern daur mein, jahan Elon Musk Mars par life banane aur AI duniya ko badalne mein masroof hain, yeh hairat ki baat hai ke duniya ab bhi 14 saal purani crypto Bitcoin ke peche hai. Kya yeh asal maali inqilab hai ya kisi bare game ka hissa?

Bitcoin: Ek Tareekhi Karishma ya Ek Chupa Game?

Bitcoin ne decentralization ka darwaza khola, lekin uski outdated mining aur limited scalability sawalat paida karti hai. Kya yeh mumkin hai ke humein intentionally kisi naye tech inqilab se door rakha ja raha ho?

Kya humein sab kuch Bitcoin mein lagana chahiye?

Experts ka kehna hai ke Bitcoin mein sirf ek choti hissay ki investment honi chahiye, aur baqi sarmaya stable assets jaise gold ya real estate mein lagana chahiye.

Natija:

Bitcoin ab bhi digital maali nizaam ka ek ahem hissa hai, lekin sochnay ki zarurat hai ke kya yeh maazi ka part hai ya mustaqbil ka darwaza?

Follow For More :

#bitcoin☀️

#Mystery

#Tech666