Risk Management
for beginner and expert
part 4
what is cryptocurrency ?
Time K sath sath ya currency ka Hal hota Gaya kuch country Ki currency strong ho Gai aur kcuh Ki bilkul kharab aur yaha say logo aur country K darmyan problems ayi .Uidar say technology Bohat zaida AA Gai isnan ab itna bara honay Laga K wo Akela he chahata ha K Pori world ko control karey Lakin insan APNI asleat Bol Gaya howa ha K Marna b ha bus lagay howay Han sub aur hum b un K peachay peachay lagay howay Han Jo Haqiqat ha .Phr yaha say Forex chalna start hoi aur es Tara paper currency main difference anay Laga phr zaida mushkil us time ayi jub government aur banks na logo K Pasay par APNA haq start kar dia ,Ap ka paisa ap ka Jo Dil karey us Tara ap es ko use karey ,koi b apny Pasay main 3rd party ko Nahi chahata Lakin logo Ki majbori ban Gai K wo APNI marzi say b apna paisa use Nahi kar saktay ,Government tax , banks limit on your money,ap Kisi dosri country main APNA paisa APNI marzi say Kisi ko Nahi da saktay ,ap ya Nahi kar saktay wo Nahi kar sakay etc ,
ya sub jub problems ayi tu insan pareshan ho Gaya K paisa Mera ha Lakin APNI marzi say use Nahi kar sakta jaha us ka Dil karey,Ab ap yaha bolo gae K es main masla Kia ha agr government aur bank na limit lagai ha tu khair ha Lakin ya ap Ki soch ha , mainy ap ko bataya ha K insan na hamesha wo Kam Kia ha Jo us K lea zaida fiyda aur safe ha ,Bus phr yaha say aik cryptocurrency digital currency Nikal ayi ya b Haqiqat main tang Tha yahi government rules aur banks limit say .Bus phr us na bana di ya currency us ka b yahi kahna ha stoshi Nakamoto jis ka name ha K Mera paisa ha Mera Jo Dil karey main Karo jaha Mera Dil karey kharach Karo ,jis ko Dil karey main send Karo ap log Kon hotay ho muj par condition laganay walay ,
Satoshi Nakamoto Vs Government.
Ya topic next post main send karta hon tub tak es ko jaha jaha say ap daikh rahay Han waha waha Jo b ap say related person ha Jo cryptocurrency main ana chahata ha us ko send kar da .