$AAVE $AAVE AAVE/USDT — Kya DeFi King Dobara Urenay Wala Hai? Dekhein Crypto Man Ka Buying Formula!
Current Price: $159.25
#AAVE Dump Toh Hua Hai... Lekin Kya Yeh Bounce Ka Mauqa Hai?
DeFi ka classic coin AAVE abhi $159 ke aas paas calmly trade kar raha hai — lekin pichhle kuch dino mein price ne $170 se dump liya. Volume slightly low hai, but is zone par historically bounce bhi milta raha hai. Toh kya yeh dip buying ka chance ho sakta hai?
Crypto Man Ka 3-Step Buying Strategy ✌️Calm, Smart, Safe
Step 1: $155 – $158 Zone
Current price ke bilkul paas hai. Yeh short-term support zone hai — chhoti entry yahaan logical hai.
Step 2: $140 – $148 Zone
Agar market aur neeche aaya, toh yeh strong horizontal demand zone hai — medium position yahaan banana better ho sakta hai.
Step 3: $115 – $125 Zone
Long-term investment ke liye sabse safe zone yahi ho sakta hai — yahan buyers historically active rahe hain.
Breakout Ki Baat Karein Toh...
Agar AAVE $170 ke upar daily close deta hai, toh agla target ban sakta hai $185 – $200
Aur agar market bullish gaya, toh $220+ levels bhi possible hain.
Futures Traders ⚡Trend Ka Respect Zaroori Hai
Long Setup: $171 ke upar breakout with strong volume
Target: $185 – $200
Short Setup: $155 ke neeche break
Target: $145 – $135
Pro Tip: Leverage sirf tabhi use karein jab confidence ho — AAVE volatile hai!
Crypto Man Ki Soft Advice
AAVE jaise legacy coins fast pump nahi karte, lekin jab breakout karte hain toh achha reward dete hain. Isliye calm dimaag aur smart entry zaroori hai — chase mat karein, levels ka intezar karein.
Aapki kia Soch? Kya AAVE Mein Wapas Udaan Possible Hai?
Entry lenge ya aur dump ka intezar karenge? Comments mein apna plan zaroor share karein ap k mashware se sab ki help ho jae g.
#BTCNextATH #BTCvsMarkets #dinnerwithtrump #TrendingTopic