#ReboundRally Market Ki Asliyat: Correction, Pullback, Crash, ya Scam?*

Aapko samajhane ke liye ek simple example: Aapke sheher mein aloo bechne wala ek vyapari ho. Har din, aloo ki keemat normal hoti hai, aur vyapar chalta rehta hai. Ek din, koi bada rumor phailta hai: "French Fries Festival hone wala hai, jahan logon ko sabse achhe fries banane ke liye prizes milegi!"

Yeh sun kar, sab log aloo kharidne ke liye daud padte hain. Keemat badh jati hai, kyunki demand zyada ho jati hai aur aloo ki supply kam ho jati hai.

*Market Correction*

Kuchh greedy vyapari aloo ki keemat badhane ke liye artificial shortage create karte hain. Unki keemat 60% badh jati hai.