๐Ÿ—ž Aakhri 24 ghanton ki khabrein!

๐Ÿค Vitalik ne Alexey Pertsev ke legal fund ke liye 50 $ETH donate kiye.

โšก Bitcoin ka hash rate 800 quintillion hashes per second (800 EH/S) ke upar pahucha.

๐Ÿ‡จ๐Ÿ‡ญ Swiss National Bank ko Bitcoin rakhne ke liye ek proposal taiyaar ho raha hai.

๐Ÿ’ฐ Michael Saylor ne apni $13 million ki Bitcoin prediction ka analysis diya.

๐ŸŒ Bitcoin ne saal ki shuruaat $850B market cap ke saath ki thi, jo ab $1.86T ho gayi hai.

๐Ÿ’ผ BlackRock ka iShares Bitcoin Trust (IBIT) US ke Bitcoin ETFs me sabse zyada net inflows record kar raha hai 2024 mein.

๐ŸŒ 2024 me Bitcoin 7th largest asset ban gaya hai market cap ke hisaab se, Saudi Aramco, Silver, aur Meta ko piche chhodte hue.

๐Ÿ”ฎ Bitwise ke head predict karte hain ki Bitcoin ka price 2025 tak $200K tak pahuch sakta hai aur 2029 tak Gold ke $18T market cap ko overtake kar lega.

๐Ÿ”’ VanEck ne apne khud ke Bitcoin ETF shares ka 9% hold kiya hai, aur aur bhi shares cold storage me hain.

๐Ÿ“‰ Ether ke liye 2025 me meaningful rallies deliver karna mushkil ho sakta hai.

๐Ÿ“Š ETF flows: 31 Dec ko lagbhag 57 BTC aur 10,710 ETH kharide gaye.