#AIAndGameFiBoom Bearish ka matlab hai jab market ka trend downward ho,

aur prices gir rahe ho ya girne ki umeed ho. Investors ka

sentiment negative hota hai, aur log assets sell karte hain.

Demand kam aur supply zyada hone lagti hai. Yeh usually

economic problems, bad news, ya fear ki wajah se hota hai.

Crypto, stocks, aur commoditis mein yeh trend common hai.

Bearish phase mein experienced investors saste prices par

kharidari ka intezar karte hain